Ajnabi bankar koi aaya tha,
aisa laga vo mera saaya tha,
log karte hain roshni ghar mein
par usne to mere dil mein diya jalaya tha.