Showing posts with label Funny SMS. Show all posts
Showing posts with label Funny SMS. Show all posts
Gabbar ne
Thakur k Hath Q kaate?
.
.
.
.
Socho?
.
.
.
.
.
.
.
Socho?
.

Qki
Thakur Gabbar ko
Sms Nahi Bhejta tha.
-soch lo

Gabbar
Are Oh Sambha Ye Kon Log Hai
Jo Sms Ka JaWab Nahi Dete ?

Sambha:
Sardar Ye Log To
MissCall Karne K Bad b
Balance Chek Karte Hai.

GABBAR:-Are O Sambha!Ye SMS padne wala Insan h ya bandar?
SAMBHA:-Sardar agar reply kiya to Insan,nahi kiya to bandar Abhi pata chal jayega

Kyun kisise itna pyar hojata he,
ek din jeena bhi dushwaar ho jata he
Lagne lagte he apne bhi paraye,
aur 1 ajnabipar itna aitbaar ho jatahe

Arz hai-

Chahte hain hum aapse Aisi dosti ka wada,
.
.
.... Jaise ....
.
5 rupye ka Vim Baar,
.
Gale kam aur chale zyada..
Luv & Arrange Marriage Me Kya Faraq H
Luv Marriage Me Aap Apni Girlfriend Se Shadi Kartae H
Aur
Arrange Marriage Me Kisi Aur Ki GF ke saath.
Choklet se Mithe Tere Bol,
Koi Kaise Lagaye Tera Mol,
Heere Se Jyada Hai Tu Anmol,.;-)
Msg Pad Liya Na..
Chal ab
''Thank u'' To BoL.!!
Fact
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Agar hand writnging ki baat karen toh,
Exam ke aakhri 15 min mein har Student mein Doctor ki aatma aa jati hai. :D
Ek bewafa ki yaad me
Hamne hatho me jam utha liya.
Phir lagaya bread pe
Or fatafat kha liya


Are har Aashiq Bevde nhi hote
Kuch BhukheBhi Hote Hain
Wo BEWAFA h To Kya Hua?
Mt BURA Kaho Use

Hm Kisi aur Ko Set Kr Lenge
DAFA Kro use
(',')
<( (>
_//_
waise b MUMMY kehti h mai Lakho me 1 hu
Jivan me 1 baat yaad rakhna

Aansu pochne wale milenge,

Par




Naak pochne koi nhi aata,
isliye THAND aa gayi hai apna dhyan rakhna..,
Love tips
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Dont Love :D
(""""")
(,,,,,,,,,)
"\('',)/''
\ \
_/"\_
Ht jao Aaj iS bade pathar
se apka cell
kuchal dena h
Msg krte
nhi to mobil ka kya krog
Hum Kal Raat Aasmaan Me Aapke Liye Sitare Lene Gaye The

Par

Khali Hath Wapas Aa Gaye

Jante Ho Kyu


Kyu K


'BAG' To Ghar Parhi reh gaya tha
Main to Thand hu tere shehar ki,kabhi Na kabhi to chali jaungi,Aaj shikayat hai tujhe mujhse,Par garmi ke mousam me bahut yaad aaungi..;-)
Arz Kiya Hai

Kabhi Kabhi Yuhi Sochta Hu,
Usne Meri Muhabbat Ko Q
Thukraya
.
.
.
Jab Ki Har Dafa
Maine Hi Diya Tha Rikshe Aur Taxi Ka Kiraya
*YOU ARE A:-

'Flower' In English


In Sanskrit 'Pushp'

In Arabi
'Zuhra'

In Urdu
'Gul'

Don't Be So Happy

Becoz

In Hindi U are a 'FOOL'.

Population Control System in Bihar & U.P...
,
HUM DO HAMARE DO,
,
Uske Baad Jitne Ho,
,
Pani puri bechene Gujarat bhej do..

( '_' )

('_' )

( '_')

('_' )

( '_')

Aankhen aaj bhi uss kamine ko talash rhi h jisne kaha tha

12th tak padhlo,college me to aish h!..
WINTER SHAYRI..

Mat
dhundo
mujhe
duniya
ki
tanhaayi
mein..
.
.
.
.
.
.
Kyunki main to hu apni rajai me!

Bdi thand hai....
"Happy-Winters"