AMY SMS
Super Hit Portal Of SMS
Pages
Home
Funny SMS
Islamic SMS
Jokes
Love SMS
Adult SMS
Nice SMS
Student SMS
Sad SMS
True SMS
Showing posts with label
Hindi Shayari SMS
.
Show all posts
Showing posts with label
Hindi Shayari SMS
.
Show all posts
Teri Aawaz Aaj bhi Mere Kano
Mein GunjaKarti Hai Wo Tera Ek
Baar Ka Kehna Ki "Tum Sirf Mere
ho"..!!
Bara Ajeeb Sa
Zehar Tha
Uski Yaadon Main . .
~Yaaro..
Umar Guzar Gai
Mujhy Martay-Martay .!
Agar Acha Hi Lagta Hai
Mera Mar Jana To Ik
Tarkeeb Arz Hai
Laga Kar Zehar Honto
Par,
Meri Baaho Me Aa Jaao
--*
Jo Wafa karte hai numaish nahi
karte, Zehar pee lete hai farmaish
nahi karte,
Jinke paas ho aap jaisa Tohfa,
Woh kisi aur cheez ki khawish
Lafzo me fasane dhundte he
=
Lamho me zamane dhundte he
=
Tum zehar b do magar pyar se
=
Hum to tum par fannah hone ke bahane dundte he
Kya khoob tha us ka
andaz_e_qatal
bhi....
Zehar diya mujhe woh bhi
honton
per laga kar..!!
Mohabbat mujhe thi us se itni.
Uski yaado mein dil tadapta raha..
Maut bhi meri chahat ko rok na
saki..
Zehar kha kar bhi dil dhadakta
raha.
khwabon mein aate ho tum
yaadon mein aate hon tum
jahan mein jau jahan mein dekhu
mujhe najar aate ho tum
Har najar ko ek nigah ka haq hai.
Har rooh ko ek aah ka haq hai.
Hum bhi dil lekar aaye hain duniya mein.
Humein bhi ek gunaah ka haq hai
Jinki Yaad Me Hum Deewane Ho Gaye
Wo Humse Hi Anjane Ho Gaye
Use Talash Hai Naye Saathi Ki
Qki Uski Najar Me Hum Purane Ho Gye
Jo Apne The Wo Begane Ho Rahe He Usko Dekhe Zamane Ho Rahe He Jo Karte The Kabhi Dua Meri Zindagi Ki Wo Ab Meri Maut Ke Diwane Ho Rahe He
Tere Pyar Me Do Pal Ki Zindgi
Bahut He
Ek Pal Ki Hansi Or Kushi Bahut
He
Ye Dunia Mujhe Jane Ya NaJane
Teri Ankhe Muje Pehchane Yhi Bahut He
khayalome wahi sapnome wahi,
Lekin unki yaadome hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hithi jo humare sath roti rahi
SamunderKi Rait Me Ghar MileNaMile,
Fir Ye Zindgi Ye Mile Na Mile,
Karte Hai Aapko Yaad Dil Se,
Kya Pata Kal Ye Dil Dhadkta Hua Mile Na Mile
Kyun kisise itna pyar hojata he,
ek din jeena bhi dushwaar ho jata he
Lagne lagte he apne bhi paraye,
aur 1 ajnabipar itna aitbaar ho jatahe
AkelaSa Mehsus KaroJab Tanhai Me,
Yaad Meri Aaye JabJudai Me,
Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Me,
Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni ParchaiMe
itne yakin seto hum keh nahi sakte,
Ke hum apko yaad rakh payenge,
Par itna wada jarur karsakte h,
Zindgi mein aapko kabhi bhul nahi payenge
jo Jitna Dur Hota H Nazaro Se,
Utna Hi Wo Dil Ke Paas Hota H,
Muskil Se Bhi Jiski 1 Jalak Dekhne KoNa Mile,
Wahi Zindgi MeSabse Khaas Hota H
Zindgi ki asli udaan abhi baki hai
Tumhare irado ka imthehaan baki hai
Abhi to napi hai mutthi bhar zameen
Aage sara aasman abhi baki hai
Pahuch Hai Humari"chand" Tak,
Ye"taare"bhi Salam Kiya Karte Hai,
Ye"aasma"bhi Jhuk Jata Hai,
Jab Hum Apko Yaad Kiya Karte Hai.
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)