Showing posts with label Inslut SMS. Show all posts
Showing posts with label Inslut SMS. Show all posts

Agar aap basanti se kahenge naach basanti naach to wo nhi nachegi puchho kyo???

kyuki basanti kutto ke samane nahi nachti

TuM KaHa Ho?

?

?

?
JaHa BHi Ho
2-3 GHaNTe TaK WaHi ReHNa
KYu Ki
BaHar GaDHe PaKDNe WaLe AYe H

PaGaL
ReHNeDe
AB THaNKs BoL K RuLaYeGa KYa
You are a GHONCHU...
G-reat
H-ot
O-ne in million
N-aughty
C-ute
H-umble
U-nique
Zyada khush mat ho,
hai to aap ghonchu
hi...!

Jst kidding.

Gazab ka nakhra
ajeeb ye style he
sms nahi karte
or kehte h humare pas mobile h
besharmi ki had to dekhiye
ye padh kar b chehre par smile h.

Gadha jo khaaye wo Ghaas ho
tum,
Buddhe ka Chyawanpraash ho
tum,
Idiot, stupid, bakwaas ho tum,
Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas
ho tum

Police ko Ek Dead Body Mili He
Kaale Daat, Ghosle Jaisa baal.

Shakal Paagalo Jaisi.

Mujhe Tumhari fikar ho Rahi hai.

Zara miss call Dena.