AMY SMS
Super Hit Portal Of SMS
Pages
Home
Funny SMS
Islamic SMS
Jokes
Love SMS
Adult SMS
Nice SMS
Student SMS
Sad SMS
True SMS
Showing posts with label
Love SMS
.
Show all posts
Showing posts with label
Love SMS
.
Show all posts
Jo Wafa karte hai numaish nahi
karte, Zehar pee lete hai farmaish
nahi karte,
Jinke paas ho aap jaisa Tohfa,
Woh kisi aur cheez ki khawish
khwabon mein aate ho tum
yaadon mein aate hon tum
jahan mein jau jahan mein dekhu
mujhe najar aate ho tum
Har najar ko ek nigah ka haq hai.
Har rooh ko ek aah ka haq hai.
Hum bhi dil lekar aaye hain duniya mein.
Humein bhi ek gunaah ka haq hai
Tere Pyar Me Do Pal Ki Zindgi
Bahut He
Ek Pal Ki Hansi Or Kushi Bahut
He
Ye Dunia Mujhe Jane Ya NaJane
Teri Ankhe Muje Pehchane Yhi Bahut He
SamunderKi Rait Me Ghar MileNaMile,
Fir Ye Zindgi Ye Mile Na Mile,
Karte Hai Aapko Yaad Dil Se,
Kya Pata Kal Ye Dil Dhadkta Hua Mile Na Mile
Kyun kisise itna pyar hojata he,
ek din jeena bhi dushwaar ho jata he
Lagne lagte he apne bhi paraye,
aur 1 ajnabipar itna aitbaar ho jatahe
AkelaSa Mehsus KaroJab Tanhai Me,
Yaad Meri Aaye JabJudai Me,
Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Me,
Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni ParchaiMe
Haqiqat ho tum kese tuje sapna kahu
tere hr dard ko ab me apna kahu
sab kuch qurban H mere dost tujh pr
kaun H tere siwa jise me apna kahu.
Tanhai Le Aati Hai Yaad Tumhari
Tab Shuru Hoti Hai Zindgi Hamari
Socha Na Tha Chahenge Tumhe Itna
Ab Ban Gaye Ho Tum zindagi Hamari.JANU
Kashti behti hai kinare ki talaash me
log milte hai dosti ki aas me
hum roz milte nahi aapse magar kuch pal zarur bitate hai aapki yaad mai
Aap Kudrat Ki Banayi Tasveer Ho,
Mere DiL Se Judi 1 Janzeer Ho,
Hum To Us Haath Ko Hi Kat Denge,
Jis Hath Me Aapse Judai Ki Lakeer Ho.!!
Mohobbat ka imtihan aasan nahi
pyar sirf pane ka naam nahi.
Muddatein beet jati hain kisi ke
intezaar mein,
ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
dilo ki jarurat koi kya samjhega
risto ki ahmiyat koi kya samjhega
teri muskaan hi hai meri khushi
is khusi ki keemat koi kya samjhega.
Ye Khushbu
Ye Hawa Apki Hui
Mausam Ki
Har Ek Ada Apki Hui.
DiL Ne Chaha
Kuch Khaas Tohfa Du Apko
ChaLo Aaj Se
Meri Har Dua Apki Hui.
Mera Wajud Meri Mohbat Se He
Mujhe Gurur Meri Mohbat Pe He
Mujhe Chahte Honge Or Bhi Bahot Log
Mgr Mujhe Mohbat Apni Mohbat Se He.
Dosti K Panno Se Bhri Kitab Ho Aap,
Rishto K Fulo Me Gulab Ho Aap,
Kuch Log Kahte H ki Sacche Dost Nhi Hote,
Un Logo K Swaal Ka jawab Ho Ap.
ek to aap pyare bahut ho,
baat baat par itraate bahut ho,
socha k aap ko sms na kare
par suna hai k aap sms padte waqt muskurate bahut ho.
in rookhi aankho me rangeen nazare na hote
aasman ki god me sitare na hote
hum bhi na karte aapki parwah itni
agar aap itne pyaare na hote
Sab Kuch H Mere Pas Pr Dil Ki Dawa Nhi,
Dur Wo Mujhse H Pr Me Khafa Nhi,
Malum H Ab Bhi Chahte H Mujhe,
Wo Thode Zidi H Magar Bewfa Nhi.
Kya Khabar Thi
Hume
Mohabbat Ho Jayegi Tum Se..
>Jaanu
Hame To Sirf
Tumara
Muskurana Achha Lagta Tha
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)