AMY SMS
Super Hit Portal Of SMS
Pages
Home
Funny SMS
Islamic SMS
Jokes
Love SMS
Adult SMS
Nice SMS
Student SMS
Sad SMS
True SMS
Showing posts with label
Sad SMS
.
Show all posts
Showing posts with label
Sad SMS
.
Show all posts
Teri Aawaz Aaj bhi Mere Kano
Mein GunjaKarti Hai Wo Tera Ek
Baar Ka Kehna Ki "Tum Sirf Mere
ho"..!!
Bara Ajeeb Sa
Zehar Tha
Uski Yaadon Main . .
~Yaaro..
Umar Guzar Gai
Mujhy Martay-Martay .!
Agar Acha Hi Lagta Hai
Mera Mar Jana To Ik
Tarkeeb Arz Hai
Laga Kar Zehar Honto
Par,
Meri Baaho Me Aa Jaao
--*
Lafzo me fasane dhundte he
=
Lamho me zamane dhundte he
=
Tum zehar b do magar pyar se
=
Hum to tum par fannah hone ke bahane dundte he
Kya khoob tha us ka
andaz_e_qatal
bhi....
Zehar diya mujhe woh bhi
honton
per laga kar..!!
Mohabbat mujhe thi us se itni.
Uski yaado mein dil tadapta raha..
Maut bhi meri chahat ko rok na
saki..
Zehar kha kar bhi dil dhadakta
raha.
Najar or naseeb ke milne ka itfak kuchh aisa hai...
Ki najar ko hamesha chij pasand aati he
jo....
:
:
:
:
:
naseeb me nahi hoti.
Jinki Yaad Me Hum Deewane Ho Gaye
Wo Humse Hi Anjane Ho Gaye
Use Talash Hai Naye Saathi Ki
Qki Uski Najar Me Hum Purane Ho Gye
Jo Apne The Wo Begane Ho Rahe He Usko Dekhe Zamane Ho Rahe He Jo Karte The Kabhi Dua Meri Zindagi Ki Wo Ab Meri Maut Ke Diwane Ho Rahe He
khayalome wahi sapnome wahi,
Lekin unki yaadome hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hithi jo humare sath roti rahi
SamunderKi Rait Me Ghar MileNaMile,
Fir Ye Zindgi Ye Mile Na Mile,
Karte Hai Aapko Yaad Dil Se,
Kya Pata Kal Ye Dil Dhadkta Hua Mile Na Mile
itne yakin seto hum keh nahi sakte,
Ke hum apko yaad rakh payenge,
Par itna wada jarur karsakte h,
Zindgi mein aapko kabhi bhul nahi payenge
jo Jitna Dur Hota H Nazaro Se,
Utna Hi Wo Dil Ke Paas Hota H,
Muskil Se Bhi Jiski 1 Jalak Dekhne KoNa Mile,
Wahi Zindgi MeSabse Khaas Hota H
Ishq Ka Jisko Khwaab Aa Jata Ha
.
Waqt Samjho Khraab Aa Jata Ha
.
Mehboob Aaye Ya
Na
Aaye
.
Par Taare Ginne Ka Hisaab Aa Jata He
KaRaM NaHi Na SaHi
AaB TeRe SiTaM Hi SaHi..!!
Ae DiLBaR
YaHi BaHoT Hai Ki
TuJ Ko MeRa KHaYaL To Hai..!!
Khayal me aata h jab us ka chehra
To labon pe aksar faryaad aati h
Hum bhool jate h us k sare sitam
Jab us ki thori si mohabbat yaad aati h
Tum Apni Zulf Ki Parchai Mujhe Dedo
Tum Apni Shaam Ki Tanhai Mujhe Dedo
Mai Doob Jau Tumhari
Aankhon Me
Tum Apne Dard Ki gehrai Mujhe Dedo.
Yado Ki Shama Jab Bujhti Dikhai Degi,Teri Har Sans Mere Wajud Ki Gawai Degi,Tum Apne Andar Ka Shor Kam Karo,Meri Har Aahat Tume Sunai Degi.
Ye DiL Na Jane Kya Kr Baitha,
Bina Puche Hi Faisla Kr Baitha,
Zamin Par Kabi Tuta Tara Nhi Girta,
Or Ye Pagal DiL Chand Se Pyar Kr Baitha.!!
KaHa Koi MiLa
JiSPe DiL LuTa De
HaR Ek Ne DhoKa
DiYa KiSKo BhuLa De
ApNa DaRD
DiLMe RaKHTe He HuM
BaYaaN KRe To
MeHFiLoN"Ko RuLa
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)