Showing posts with label God Is Great SMS. Show all posts
Showing posts with label God Is Great SMS. Show all posts
Tere Dar"Se Umeed Na Tuti Thi
Na Tuti Hai
aur Na Tootegi.
Ya RAB.
Main Is Dunya"Se To Mayus ho Sakta hu.
Par Teri Rehmaton"se mayoos nahi,,,
Zindgi Di He Khuda Tune
Ab Jeene Ka Hunar De

Jo Bakshe He Pair To
Tohfa-e-Safar De

Zuba To Baksh Di Tune Muje

Par Ab
Meri Duao Me Asar De

Khushiya MiLti Nhi Mangne Se
Manzil MiLti Nhi Rah Pr Ruk Jane Se
Bharosa Rakhana Apne Ap Pr Or Us"RAB"Pr
Sab Kuch Deta H Wo Sahi Waqt Ane Pr


1 Din Ja Larha Us Khuda Se Me,
Teri Roz Ibaadat Karta Hu,
Bola Khuda Muskra Kar,
Jhukane Se Sir Nai Hoti Ibaadat,
Rooh Tak Jhukani Padti Hai


Hum Roz Be-Hisab Gunah Krte H
Or
Khuda Hume Maaf kar Deta hai..!
Hum Majboor Apni Aadat se
or
Wo Majboor Apni Rehmat Se..!!
"GOD IS GREAT".