Showing posts with label Miss You SMS. Show all posts
Showing posts with label Miss You SMS. Show all posts

Teri Aawaz Aaj bhi Mere Kano
Mein GunjaKarti Hai Wo Tera Ek
Baar Ka Kehna Ki "Tum Sirf Mere
ho"..!!

Bara Ajeeb Sa
Zehar Tha
Uski Yaadon Main . .

~Yaaro..

Umar Guzar Gai
Mujhy Martay-Martay .!
SamunderKi Rait Me Ghar MileNaMile,
Fir Ye Zindgi Ye Mile Na Mile,
Karte Hai Aapko Yaad Dil Se,
Kya Pata Kal Ye Dil Dhadkta Hua Mile Na Mile

itne yakin seto hum keh nahi sakte,
Ke hum apko yaad rakh payenge,
Par itna wada jarur karsakte h,
Zindgi mein aapko kabhi bhul nahi payenge

Pahuch Hai Humari"chand" Tak,

Ye"taare"bhi Salam Kiya Karte Hai,
Ye"aasma"bhi Jhuk Jata Hai,

Jab Hum Apko Yaad Kiya Karte Hai.
Tanhai Le Aati Hai Yaad Tumhari

Tab Shuru Hoti Hai Zindgi Hamari

Socha Na Tha Chahenge Tumhe Itna

Ab Ban Gaye Ho Tum zindagi Hamari.JANU
Kashti behti hai kinare ki talaash me
log milte hai dosti ki aas me
hum roz milte nahi aapse magar kuch pal zarur bitate hai aapki yaad mai
Dil hota hai naazuk ise Na thukraya  karo,
Jo aapse dosti kare use Na rulaya karo,
Kya mera hi farz hai aapko yaad karna,
Kabhi to aap b apna Farz Nibhaya Karo 
Aapki berukhi ko b rutba diya hmne,

Dosti ka hr farz ada kiya humne

Mt sochna k bhula diya aapko

Aaj fir aapse phle apko yad kiya hum ne.
Khwaish dil se jatayi nahi jati.
Dosto ki yaad yuhi bhulayi nahi jati.
Chalo hum hi sms kar dete hai.
Aapse to ye taqleef uthaai nahi jati,
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata,
Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata,
Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki,
Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
Mohobbat ka imtihan aasan nahi
pyar sirf pane ka naam nahi.
Muddatein beet jati hain kisi ke
intezaar mein,
ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi.

KaBhI SuBHa ko
YaaD AaTi Ho

KaBhI sHaaM ko YaaD AaTi Ho

KaBhI - kaBhI iTNa YaaD AaTi Ho

K AaiNa HuM DekHTe H..

Or NaZar TuM AaTi Ho..

Kabhi Mere Dard Ka
Ehsas Kr Lena
Mat Nibhao Pyar
Mgar
Wishvas Kr Lena

Mat dena
Bhavar Me Sath Mera
Magar
Kinare Pe To
Mera Intzaar Kr Lena.
Ajeeb Lagti He Sham Kabhi kabhi,
Zindgi lagti He Bejaan kabhi kabhi,
Samaz Aaye To Muje Bhi Bata Dena,
Kyu Krti He Yade Preshan kabhi kabhi?

ApKi YaaD Ne
SaTaYa RaaT BHaR

ApKe KHWaBo Ne
JaGaYa RaaT BHaR

KaRVaTe BaDaLTe RaHe
SaaRi RaaT HuM

CHaiN Ek PaL
BHi Na AaYa
RaaT BHaR.




DiL HoTa H
NaJuK
IsE ThuKraYa N KaRo
Jo AaPsE PyaR Kre Use RuLaYa Na
Kro
Kya MeRa Hi FaRz H ApKo Yad KrNa
KaBhi To Aap Hme B
YAad KiYa Karo


Mere Aansuo Ke Har Boond Mein.
Tere Deedar Ki Hasrat Milegi
A_Sanam
Jitna Jald Ho Sake Aana
Warna
Khamosh Tujhe Teri
Mohabbat Milegi.!

KaasH AaNsouN Ke
SaaTH YaaDeiN BeH JaaTi..!!

YaaRo
=======

To Ek DiN TassaLLee
Se BeTH Ke Ro LeTaa MaiN..!!

Ruthkar apse hum kaha jayenge
Yad kiye bina hum kaise reh payenge
Apki har muskan khushi hai humari
Wada kijiye ap hmesha yu hi muskurange